Sunday 31 December 2017

AYAT UL KURSI SE MUKAL QABOO KARNA: _________

AYAT UL KURSI SE MUKAL QABOO KARNA:
____________________________________________________
                 Arooj mah main shiro karein.aur amal mukamal tanhai main karein.parheez  k sath amal ko jari rakhein.AYAT UL KURSI sawa lakh bar pari jaye gi.amal apni istetahad aur himmat  k mutabaq 7 din main,14 din main,21 din main ,ya 40 din main tadad puri kare.40 roz AYAT UL KURSI k mukal hazar hongy.aur azhare attahat karne pe majboor hongy.amal k bad rozana 500 bar AYAT UL KURSI parta rahe ta ke amal qaboo main rahe.jab mukal hazar hon ,un se hazari ka tareeqa zaroor poch lein.mukal k bataye howe tareeqe k mutabaq jab bi hazari k liye kahein gy ,mukal usi waqt hazar ho k tabydari kare ga

No comments:

Post a Comment

Amliyat e rohaniyat

 Astana-e-Ghousia is a spiritual treatment (Rohani ilaj) and Wazaif center. We are specialized in Rohani Ilaj treatment. We use 100% Rohani ...